8 Jul 2012

Pakiza mohabat ko gunahgaar na karna

Pakiza mohabat ko gunahgaar na karna
tum pyar to karna magar izhar na karna

qurbani ka jazba tumhain virsay mai mila hai
wo jaan agar..mangay to, inkar na karna

soorat say bardhi cheez hai mehboob ki seerat
aawara hawao'n se kabhi pyar na karna




No comments:

Post a Comment