30 Jul 2012

Pehly yaad kerna use or phir

ye kia her dam kisi ki minatain kerna

kia isi ko kehty ho mohabbat kerna???

jo apni qismat main hai mile ga wohi

phir kis bat pe RAB se shikayatain karna??

ye pagal pan nahi to kai h???

phir zamain k ho ker aasamn se bagawatain kerna

boht ker chuka hia logon pyaar ye dil

ab koi sikhay is ko b nafratain kerna

pehly yaad kerna use or phir rote rehna

na jany kab chore ga dil ye harkatain kerna...






No comments:

Post a Comment