Ek Pal Ki Judai Gawara Na Kar Sakay
Ek Pal Ki Judai Gawara Na Kar SakayAesa Ishq Hum Dobara Na Kar SakayZindagi Bhar Palat k Na dekha Kabhi,Hum Phir Bhi Shikwa Tmhara Na Kar Sakay,To Ne har Kisi Se Dil Laga Kar Dekha,Magar Hum Apny Dil Ko Awara Na Kar Sakay,Jan Tak Luta Di Un k Pyar Main Magar,Ek Dil Hi Wo Apna Humara Na Kar sakay.
No comments:
Post a Comment