Muhabbat hai mujhe tum se ye main iqrar krti hun
Han ye iqrar tujan-e-wafa soo bar krti hun
Tumhara rasta takti hun, kholay dil ka darwaza
Tumhare waste sajti hun main singhar krti hun
Khafa hone se pehle soch lena tum zra itna
K tum hi tu ho dunya main jisay piyar krti hun
Tumhe maloom hi kya hai? tumhay batlaon main kaise?
Tumhare hijr ka darya main kaise paar krti hun
Tumhari shayeri ek din na meri jaan le dalay
Tumhari shayeri se ishq, Aey dildaar! krti hun..
(Princess Mehak) :)

No comments:
Post a Comment