19 Sept 2013

Miray Veeraan kamray Mein


Miray Veeraan kamray Mein

Main aksar Sochta Hon k
Agar Wo Loat aye to
Mujhy Dekhay to Phir kiya Ho

Mery Haathon Mein Cigrate Ho
Meri ankhon Mein Jugnoo hon
Mery Chehray Pe Qabrain Hon
Mery kamray ki almaari,
K Jis Mein kuch kitaabain hon
Mohabbat k Fasaany Hon
Kuch Zakhmi c Tehreerain Hon,
K Jin Mein Lafz Rotay Hon
Jinhen Wo Parhna Chahay to.
"Har 1 Lafz k Lehjy sy

Naye Imkaan zaahir Hon

Magar Ay kaash Us Lamhay.

Wu Chupky Sy agr keh dey

Jo kehna Hy Wo keh dalo

Mujhy Thori C Fursat Hy

To Mein dheery Sy keh don ga

"Mujhy Tum Sy Mohabat hai"

"Mujhy Tum Sy Mohabat hai..

Thokron ke baad

Kuch Thokron ke baad Samajhdaar hogya
hun,
Abh dil ke Mashwaron pe Bharosa nahi karta..
Aik doraha !
tanha aur udas musafir
kis se poche ?
kon hon main 
aur kahan hai wo ???

Sada Salamat rahy wo Dunia

""Sada Salamat rahy wo Dunia jis me tm basty ho...

HUM teri khatir sari Dunia ko DUA daity hain..
Be-laus mohabbat k khatam hue silsilay ab

Ab jis tarah ki dunya usi tarah k hum 

Mera Sath Day

Mujhe Is Se, Us Se Kya? Faqt, Itna Sun..

Mera Sath Day, K Main Jee Saku...

Mujhy tum say


Bus wo itna kahay k mujhy tum say..!!

Aur phir call munqata ho jae..!!