humein to aasman pe door tak, kuch bhi nahin dikhta, kahan wo chand niklega, k jis k wastey hmne, kabhi palkein nahin jhapki, wo jis ka rasta taktey, guzri hai zindagi apni, nah kuch bhi khabar k wo, niklega to kab aakhir..? hmari muntazir aankhon ko, uski deed kab hogi, abhi tm hmse mat poocho, humari "EID" kab hogi..